Saturday, 9 September 2017

Anjaani Rahon Mein Lyrics - Lucky ali

Anjani Rahoein Mein Tu Kya Dhoondhanta Phire
Door Jisko Samjha Who To Paas Hai Tere
Saans Mein Hawa Jaan Mein Zameen
Dil Mein Khulaa Aasmaan  aa aaa
Pyaar Hai Khuda Pyaar Hai Khushi

Pyaar Se Hai Dono Jahan
Tera Ye Aashiyana aa

Mera Bhi Aashiyana aaa

O Anjani Rahon Mein Phir Kya Dhoondhanta Phire
Door Jisko Samjha Who To Paas Hai Tere
Ghoomta Raha Door Tu Kahin
Udate Baadlon Ki Tarah
Kahin Se Tujhe Aai Hai Sada aa
Lot Ke Aa Ab Jara
Tera Ye Aashiyana aa
Mera Bhi Aashiyana aa

Woh Jhilmilati Aakhein  Bholi Si Ada
Who Dheere Dheere Chal Ke Lehrati Hawa aein
Hamkon Le Jaaye Wahan
Jahan Ho Ghar Apne Na ooo
Teri Yaadoein Mein Paaya Hai
Aaj Toh oo Milne Ka Din Hai Aaya Aaya

Saans Mein Hawa Jaan Mein Zameen
Dil Mein Khulaa Aasmaan aa aaa
Pyaar Hai Khuda Pyaar Hai Khushi
Pyaar Se Hai Dono Jahan aa
Tera Ye Aashiyana aa
Mera Bhi Aashiyana aa
Anjani Rahon Mein Tu Kya Dhoondhanta Phire
Door Jisko Samjha Who To Paas Hai Tere

Hummm Hmmm Hummm Mmm
Hummm Hmmm Hummm Mmm
Hummm Hmmm Hummm Mmm
Hummm Hmmm Hummm Mmm
Oooo Oo  Ooo Oo

 

No comments:

Post a Comment

Puma Women's Zone XT Pink Training Shoes Badla Lyrics Kiska fayda, kiska loss Sikka leke kar le toss Kutti cheez hai duniy...